Shayaries - I  

Posted by Uday in

Doston kaho meri isme khata kya hai...
Mujhse mera ek dost khafa sa hai...
Yahan doston ki yaad har pal hai dil me... Fir bhi wahan dost ko mujhse
gilaa sa hai.

Umarbhar Saath Rakhkar bhi na samajh saka dil ki baat....Do dilon ke
beach fasala rahne diya, Apni fitrat wo badal na paya iske bawjood..?
Khatam ki ranjish magar gila rahne Diya...!!!

Door ho magar ek ehsaas dete ho,
nazro ke samne nahi par dil ke pas rahete ho, mujhe bas itna bata do ,
kya tum bhi mere bin rote rahete ho?????

Meri hasrato ko waqt ne is kadar dabaya..
Saare tare tut gaye chand bhi hua paraya
Hum uth ke chal diya toh kya..
Aape bhi toh awaz deke na bulaya.

Hai khushi ka Alam, U Gumgin Na Kar Mere Dil Ko, Hai Sishe Ki Banawat
Uski, U Jar-Jar Na Kar Mere Dil Ko, Hoon Mein Khuda Ka Banda Aya Hoon
Tere Dar Par, U Roswa Na Kar Mere Dil Ko, Cahta Ho Tera Husn-E-Didar
Karna...Ab Karwa Kar Intzaar U Bekarar Na Kar Mere Dil Ko, Ab To Intehan
Ho Gayi Hai Intzaar Ki, U Aur Na Tadpa Mere Dil Ko, Pila De Husn-E-Didar
Ke Do Ghot Ab, U Pyasi Zindgi Bardast Hoti Nahi Mere Dil KO.........

Raat hogi to chaand bhi duhai dega...
Khwabo mein sirf ek chehra dikhai dega...
Ye ishq hai dost jara soch kar karna...
Ek aansu bhi gira to sunai dega...

Source : some unknown mail

This entry was posted on Friday, May 9, 2008 at Friday, May 09, 2008 and is filed under . You can follow any responses to this entry through the comments feed .

0 comments

Post a Comment